couplets

mile na mile kya farq hai;

anjaan tab the, ajaan ab hai.

ranjh-o-gam ki deevare uchchi kar do;

javani ki ruhaniyat har manzar mar rahi hai.

puchcha jab usne ashiyan kaisa hota hai;

le kar usse aine ke saamne dhar diya.

maza to talabh ka hai,

pyaar to tab hai jab haasil me bhi maza mile.

bazaar me roz ek gaye ek suar kat ta hai;

jab insaan kate to insaniyat ka bazaar band kar do.

bhukhe ki zaat dekh kar khaana khilate ho agar,

to apne bhagwan allah ka katal kar do.

usne pucha jab kya haal hai pyaar ke mahaul ka;

has kar jawab de diya pyaar mahaul dekh kar nahi hota

usne pucha jab kaha tak faila hai tumhara ilaka;

samjhaya sher ka ilaka nahi zamana hota hai.

Advertisement

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s